Tuesday, February 3, 2009

Unke lafz hawa mein bikhar gaye

Woh jaane kya keh gaye

Jo kabhi na kahi tu ne

Hum to teri us nazm ko taras gaye....






Woh qissa fursat ki us raat ka

Woh qissa furqat ki us baat ka

Tere in fasaanon mein...

Hum apne hi aks ko dhoondte rahe....

3 comments:

Unknown said...

waah waah waah waah! :)

Cen-sored said...

subhaan allah.. kya arz kiya hai.. aag laga di miyan tanu! :p

T said...

ji shukriya aap dono ka..